Thursday, April 9, 2009

Main tumhari maun karuna ka sahara chahta hu,
janta hu is jahan me phool ki hai aayu kitni,
aur yovan ki ubharti saans me hai vayu kitni,
is lie sansar ka vistar sara chahta hu,
main tumhari maun karuna ka sahara chahta hu...

Ye utha kaisa prabhanjan?
jud gayi jaise dishayeinek tarni,
ek navikaur kitni aapdayein...
Kya karoon majhdhar me hi main kinara chahta hu..
main tumhari maun karuna ka sahara chahta hu...

No comments:

Post a Comment